Home » ब्लॉगरवर्डप्रेसवेब सीईओ » Free VS Premium Theme में अंतर क्या है?

Free VS Premium Theme में अंतर क्या है?

Kya aap free theme templete ka use kar rahe hai,to aaiye jante hai free vs premium theme me kya different hai. Bahut se Blogging karne wale logo ke mann me aaya hoaga ki ham free theme use kar rahe hai. Is se koi problem to nahi hai.

Free vs premium theme templete
Free vs premium theme templete 1

Aapko to pata hi hoga free me milne wali chij kaisi hoti hai. Free theme templete ki baat kare to aap free theme templete use kar sakte hai. Lekin uske condition hoga.

free vs premium theme templete

Free theme templete use ke fayde nuksan

Darne ki koi baat nahi free theme use karne se koi problem nahi hai. But free thame me jo condition hoga usko aapko follow karna padta hai. Quki aapko theme free me provide ho raha hai.

Yadi aap premium theme templete use karna chahte hai to aur bhi achha hai but bas uske liye paisa pay karna padega.

Different between free and premium theme templete.

Jab ham Blogging me naye hote hai, free templete use karte hai kyuki hame iske bare me puri jankari nahi rahti hai. Lekin jab ham Blogging me thida experience ho jata hai. Tab ham templete ke design per dhyan dete hai. Aur usee improve karna chahte.

  1. Update thame– Free theme templete update nahi aata hai, jis se hame latest new feture nahi mil pata hai. Jabki premium theme daily update hota hai aur new new feture milte rahte bai.
  2. Theme customize- Theme customize ki baat kare to free templete theme me theme customize nahi kar sakte. Lekin yadi aap coding aati hai to code edit karke customize kar sakte hi. Jabki premium templete me aap blog theme fully customize kar sakte ho.
  3. Footer customize– Free templete me footer remove and edit nahi nahi kar sakte usme templete site ka link hota hai. Footer credit remove karne per templete redirect hokar templete site per open ho jata hai. Jabki premium theme me templete footer puri tarah se customize and edit kar sakte hai. Aur usme apna link add kar sakte hai
  4. Speed -Free templete ki speed slow hoti hai. Usme kuch error code and usless html css hote hai, jiski wajah thame loading jada leti hai aur slow open hota hai. Jabki premium theme me coding error nahi rahta aur wo fast loading hoti hai. Jisse hamara blog page jaldi open hota hai.
  5. Seo friendly – Free templete me bhi kuch theme responsive, seo friendly hote hai. Seo ke liye utne achhe nahi hote. But premium theme jo hota Full Seo friendly aur responsive optimize bote hai, jisse blog ki traffic badti hai, search results me help milti hai.
  6. Help support– Free templete me koi problem ya redirect code error aane per help support karne wala koi nahi hota. Jabki premium templete me koi dikkat aane per aapko puri tarah se help support provide hoti hai.
  7. Fetures – Free theme templete me achhe feture nahi milte agar milte bhi hai, to wo purane update hote hai. But premium theme templete me sabhi feture new update hote rahte hai.

Aur kuch aise different hai Free vs premium theme templete me.

Yadi aapko mera post pasand aaya ho to yadi share jarur kare. Aapke pas koi suggestions hai to hame jarur bataye.

Final words– Agar aapko Hamri post pasand aayi hai to Comment karke feedback jarur de aur hamari Website se Hamesha Updated rahne ke liye Blog ko apna Email dalkar Subscribe kar le.

Share on:

2 thoughts on “Free VS Premium Theme में अंतर क्या है?”

Leave a Comment