WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Home » Uncategorized » File Me Virus Check Kaise Karen Check File Safe Ya Unsafe ?

File Me Virus Check Kaise Karen Check File Safe Ya Unsafe ?

Hi Friends Welcome To HindiHelp4u Aaj Ke is Tech Tips me Ham Jaanenge Ki Aap Jo Internet Se Software and Files Download karte hai, usme Virus Check Kaise Kare. Kaise Jaane ki Aapne Jo File Download ki hai ushme Virus hai ya nahi. Log Computer ya Mobile Me Lage Rahte hai aur aapko bata de Jadatar Virus Internet ke dwra hi aate hai. Aage aap Janenge Ki Virus Hamre pc and Mobile me Kaise Attack karte hai.

Internet ka Istime Sabse jada hi Istemal Hone laga hai, Jisme Se ham Kuch Kuch Downloading Karte hi Rahte hai, But Jo aap File nd Software Download kar rahe hai, Usme Virus Bhi Ho Sakta hai. But Aap Iake baare me Jada Paresan Na ho HindiHelp4u me Ham aaj aapko Ishke baare me Batayenge ki File me Virus Check kaise karen.

Jaisa ki aap Jante hai Virus Bahut hi Hermfull Hota hai, Jo aapke Computer ya Kisi Bhi Device Me Aa jane par Information Ko Leaked and Aapke System ko Kharab kar sakta hai.

ReadMobile Me Virus Hai Kaise jaane ?

Internet Se Virus Kaise Aate hai ?

Hamne aapko pahle hi Bataya hai Sabse Jada Virus ka Attack Internet Ke Dwra hi Sabse Jada Aate hai, Jab aap Koi Bhi File Internet Se Download karte hai, To aapko Sab Normal Hi Show Hota hai, but DoqnlDow karne ke baad yadi aap ua Downloaded File me Kuch Changing Jaise Extract and Install karte hai to Virus Active ho jata hai. Jaise Aapne koi Application Internet Download Karte hai to Wo Aapke Storage me Download ho jata hai, Aur Jab aap Usko Install Karte hai to Uske sath Virus bhi aapke System me Install Ho jata hai, Isi Prakar Email ke Dwra bhi Virus Aate hai, Jaise Koi PDF file Aapke Email par Bhejta hai to aap Uspar Click karte hai aur use Extract karte hai, to Pdf file ke sath aapke Computer ya Device me Aa jata Hai.

Read: ऑपरेटिंग सिस्टम (Operating System) क्या होता है जाने -About operating system in hindi

Online File Me Virus Check kaise kare ?

Kya aapko pata Aap Jo File Download karne ja rahe hai, Usme Virus Ho sakta hai, But Download Kiye Gaye File Me Virus Aap Aashani se Check kar Sakte hai, Iske Liye Bas Aapko Ek Website par Jaana hoga, Agar aap Kisi File ko Internet Se Download Karte Time Check kar le Nahi to Aap Agar Download kar liye hai to Bina Antivirus ke Check Nahi karpayenge. BUT agar aap Chahte hai Kisi Downloaded File me Virus ka Checkup karna to Wo bhi VirusTotall se check kar sakte hai.

  • First aapko Jo File ya Software Download karne ja rahe hai, uaka Link Cipy kar lena hai.
  • Link Copy kar lene ke baad VirusTotal.com par jana hai. Jisme aapko software ya File ka Link Paste karna hai.
  • Link Paste karne ke baad Scan ICON par Click kar dena hai. Ab Ye Scan karna Start kar dega.
  • Scan Complete hone ke baad File ki puri Details Information Aap Dekh sakte hai.

Aapko bata De VirusTotal.com 57 Antivirus Ko Support Karta hai, jiske Dwra Vo Online File ko Check karke Virus Detection kar leta hai. Aur aapki Download file Safe hai ya nahi Pata chal Jayega.

Readइंटरनेट क्या है -Internet की खोज कब और किसने किया ?

Download File Me Virus Check Kare ?

Ye bhi Waise hi Check kar sakte hai but usme aapkk Link Copy karke paste karna tha but Isme aapko File ko Upload karna hai.

  • Iske Liye Bhi aapko Virus Tital Website par jana hai aur File Tab par Click karna hai.
  • Jaisw hi aap File Option par aate hai, aapko File Upload ka Option mil jata hai, ab aapko File Upload karna hai jise aap Virus check karna chahte ho.

Upload karne ke baad ap Scan karen, by Default aapko Scan Complete hone ke baad File me Virus hai ya nahi Pata chal jayega.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Share on:

4 thoughts on “File Me Virus Check Kaise Karen Check File Safe Ya Unsafe ?”

Leave a Comment