Home » Uncategorized » Internet Me Photo Kaise Daale (Google+, Twitter, Instagram, and Pinterest) Se?

Internet Me Photo Kaise Daale (Google+, Twitter, Instagram, and Pinterest) Se?

Hi Welcome Back Hindihelp4u Aaj ham aapke Liye Ek Behtarin post laye hai, jiski Madat se aap Top Search engine me” image Google me Upload kar sakte hai, Internet me photo upload kar sakte hai, aapko to pata hi hoga Jo jankari aapko Kahi nahi Multi wo aapko Internet per Baithe Baithe Mil jati hai.

Jab bhi aap Internet per Kisi Famous Person ka Name Search karte hai, to aapko uska Photos, Biography sab Detail Mil jata hai, Aap bhi Apne Photos Google me Upload karke Ushe Search Engine me La sakte hai.

For You-

Google ya Bing Search Engine Me aapne Dwkha hoga Jab Bhi ham Kuch Search karte hai, To uska Results Ushi type se Milta hai, Agar ham Koi name Type karke Image ya photo likh dete hai to Us Name Se Related Sabhi person ka Image Search me Aa jata hai,  Agar ham Search Engine ki Baat karen to Internet per Google and Bing World ka sabse Jada Use Hone Wale Search Engine hai.

Apan Image Google Me Upload kaise Karte hai ?

Khud ki Image Google me Upload karna bahut Simple hai,  Jise aap niche Diye gaye Steps Follow karke Badi aasani Se Kar Sakte hai.

Waise To Google per Khud Ki Photo Upload karne ke Bahut Se Tarike hai, jinme Se Google+ Google ki Hi Service hai.

Internet Me Photos Upload karne ke Tarike-

  1. Google+ Ke Dwra
  2. Twitter News and Social Service
  3. Instagram Social Service
  4. Pinterest
  5. Blogger and Wordplress

Image Internet Me Upload karne ke liye kya Chahiye?

Internet per Apni Khud ki Photo Upload Karne ke Liye aapke Pass Search Engine ki Mail Id honi jaruri hai, Agar Google Search me Share Karte hai to Gmail Id, aur yadi Bing me Share Karte hai to Outlook Id Hona jaruri hai.
Aur Upload karne je Liye 2 se jada Photos ka hona jaruri hai. Aur Photo Name Unquie Hona chahiye, kyuki Ek name se Bahut Name Google per Hoga.

Read:- इंटरनेट क्या है -Internet की खोज कब और किसने किया ?

1. Google+ me Photos Upload karen ?

Ab ham Baat karne Wale hai, Google Jo ki Duniya ka sabse bada Search Engine hai, Google search me image Dalne ke liye, Gmail id Se Google+ Account Create kar le. Google+Account banane Ke liye Niche link per Click karne.Google plus Account ban Jane ke baad Ab usme aapko Photo Upload karan hai.

Step-1:  Pahle to aap Upload karne ke liye Sabhi Photo ko Edit karke Use Apne name Se renamed karnaa hai, Photos Name per Name Likha hona bahut jaruri hai.

Step-2: Ab Google+ Account open karen Aur Upload Button write Icon (+) Button per Click karen. Ab Camera Icon Photo per Click karke Direct Gallary me se Photos jo Images Upload karne hai, Select kar le.

Step-3: Ab Photos ke Bare me 2-3 Line jarur keyword likh De Taki Google apki Photos ko Samajh Sakte. Aur Search me Finally Post kar sake.

 Google Search me photos Dalne ke ab Turant Photos Search me to aa nahi sakta but iske liye Aapko thoda Wait karna hoga.

2. Twitter Se Internet me Image Upload Kaise Karen ?

Twitter Usefull Social Massanging Application hai, jismo log Twits karke Apne vichar ko Logon tak pauchaate hai. aise me yadi aap Twitter par Apna Photos Upload karke Use aap public tak Share Karte hai to Aapki Photo Internet me Aa jaati hai, aur wo Internet ki photo Section me Search karke Dekh sakte hai.

Read Now:- Permanently Twitter Account Delete कैसे करें ?

Step.1 Sabse Pahle aapko Twitter App Download karke Twitter par Account Bana Lena hai aur Login Kar lena hai.

Step.2 Ab apne Photo ko Twitter par publish karna hai. Published karne ke liye aapko Twitter App open karna hai yadi aap Pc me use kar rahe hai to Account Login kar lena hai.

Dhyan De Photo ko Publish karne Se pahle Photo ko Rename karke apna Name Rename kar le.

Step.3 Aapko twitter me Right Side Below me ek +Ke sath Circle me ek Button Dikhayi Dega Uspar click karna hai.

Spep.4 Ab aapje samne Twitts Karne karne ka Option mil jata hai, jaha par aap Dekh sakte hai, Photo, Gif, Location, etc. Twit karke Twitter par Publish kar sakte hai.

3. By Instagram Internet me Photo kaise daale ?

Instagram Name to aapne Suna hi hoga, ye ek Lokpriy Instant Social Story Shareing App hai, jisme log apni Photos Story ko Share karke publish karte hai, Iske baare me jada jankari ke liye hamare recently kiye gaye post ko Read kar sakte hai. Chaliye jaan lete hai, iske dwra aap Internet me Photo kaise daal sakte hai.

ReadInstagram Par Followers Likes and Comments Kaise Badaye Simple Basic Tips ?

Step.1 Jaisa ki aap Jante hai kisi bhi Social Application ko use karne ke liye pahle aapko Uspar ek Account Create karna hota hai, isme bhi aapko pahle ek Username and Password bana lena hai.

Step.2 Account banane ke baad ab Open kar le Ab aapko Right side me + Icon ka Ek button show hoga, just Button par click karen ap aapko Apne Gallery se Photo ko Choose karna hai, kise aap Instagram par share karna chahte hai.

Note– Photo ko pahle achche se Edit jarur kar le aur ushr Rename karke apna Name likh de, kyuki Search me aapko name se hi Search karna hai.

Step.3 Choose karne ke baad ushe Share (Publish) kar dena hai, bas aapka kaam ho gya ye kuch hours ke baad Internet par upload ho jayegi,

Readफ्री में Android App कैसे बनाये ?

4. Pinterest Par Photo Upload kaise kare ?

Internet Ke Search Apna Photos Laane ke liye Ye sabse Achha Tarika hai, Ye aapki Photo ko Jaldi hi Internet ke Search me Lata hai. Ye ek Tool ki Tarah bhi kaam karta hai, jisme aapkk apne Photo ko Pin karne par Search me Publish kar deta hai. Aayiye jante hai, isko Use kaise karen.

Step.1 First aapkk Pinterest par Account bana lena hai, aur Yadi aap Android me use karna chahte hai to pinterest app bhi Download kar sakte hai.

Step.2 Account bana kar login karne ke baad aapko Isme ek board Bana lena hai.Board banane ke liye Mu Profile par jana hai, aur Upar Diye gaye + icon par click karna hai,

Step.3 Ab Create a Board par Click karke Board ka Name Enter karna hai, Aur upar Create button par Click kar dena hai. Jaise hi aap Click karenge Aapka Board Ban jayega,

Step.4 Ab aapko isme photo Pin karna hai, iske liye aapko phir se Upar waale Button par Click karna hai,

Step.5 Ab niche aapko Photo ka option mil jata hai, uspar click karen, aur ab Apna Photo Choose karke Select kar le aur ushe Description (Photo ke baare me) likhkar Banaye gaye Board par Click karke Pind kar dena hai,

Bas aapka kaam ho gya Ab Pintrest aapki Photo ko Internet ki Search Engine me Publish kar dega 1-2 din baad aap ishe internet me Search karke Dekh sakte hai.

Important– Agar aapne apne Photo ka Name Unquie (Jo Internet par Nahi hai) Dala hai to Wo aapko Internet Search me Top par Aa jayega, kyuki Internet par Ek name se bahut Name hai, jisse ki Usme aapko Apne Name se Alag alag ligon ki Photo Show hogi.

Readबिना इंटरनेट के Google Map को Use कैसे करें ?

Internet me photo Khud ki Photo Search Kaise karen ?

Khud Ki Image Google me Upload karne Ke baad Ushe Search kaise karen. Agar aapne photos Internet ke Google search Engine me upload kar liya hai .

Khud ki Uploaded image Search karne ke liye, Google Search Engine per Jaye.Aur Photos ka Name Dalkar Search karen. Search karne Ke baad Google ke Image Section me jaye,

Best Technology Tips and Tricks in Hindi

Agar aapka Images Name Unquie hai Matlb Kisi aur Name Se Milta nahi hai, to image Search ke top me aa sakta hai, kyuki 1 Name Se Bahut Log Hote hai, Google Sabhi Image ko Use Name se Search karta hai, agar aap bhi Apne Photo ko Aabse Alag name Dete hai to , Aapki Photo Top per aa Jayegi.

Share on:

3 thoughts on “Internet Me Photo Kaise Daale (Google+, Twitter, Instagram, and Pinterest) Se?”

  1. Great weblog right here! Also your website a lot up fast!
    What web host are you using? Can I am getting your associate link for your host?
    I wish my website loaded up as quickly as yours lol

    Reply

Leave a Comment