Home » Uncategorized » Instagram Full-Size Me Photos Videos Share Kaise Kare ?

Instagram Full-Size Me Photos Videos Share Kaise Kare ?

Instagram One Of tha Best Photo and Story Sharing Social Application, But Kya aap Instagram Full-size (No Crop) Picture Share Kar Paate hai, Yadi aapka Answer Naa hai to Koi Baat Nahi, Aaj ham aapko Is Tutorial me Yahi baatabe Waale hai, Ki Instagram Me Full-size Photo Upload Kaise karte hai.

Jaha tak Mujhe pata hai, Jadatar Selfe Picture ko Instagram facebook, jaise Social Massanger Par Share karte hai. But Jab Bhi aap Photo Ko Instagram par Share karne jaate hai to Photo Crop Ho jata hai, jissi ki aapka Photo Half me Share hota hai.Waise to aap Kuch Simple Changing karke Full Size me Photo share kar sakte hai. But Iske liye aapko Photo ko Ek Equals Sequre Me photo Banana hoga. Lekin Aisa karne se Photo ka Size Jada ho jata hai, aur Photo me Kuch Extra Background Bhi Add ho jata hai.

Read: Endoscopy Technic क्या है, Endoscopy Test कैसे और क्यों किया जाता है ?

Instagram me Videos and Picture Share Kaise karte hai ?

Instagram New Use Photos Videos Story Share karne ke liye Pahle Install Instagram app ko Open karen. Ab Niche Diye gaye +Icon par Click karen jisme aapko Gallery, Photo and Videos ka Option Milega, apna Picture and Video Select karke upload karke Apne Friends ke sath Share kar sakte hai.

Instagram Full-Size (NoCrop) Story Share kaise Kare ?

Instagram Me MoblMoke Dwra liye gaye Picture Videos Story Share karne par Crop ho jata hai,Instag Ins Update To hota rahta hai but Without Crop Pic Vid Share karne ka Feture nahi aaya hai, Previous Update me Instagram Apne User ko Pinch To Zoom ka Feture update Diya gya tha. But Agar aap Photos Videos ko uske Original Size me Upload karna chahte hai to Niche Diye gaye Steps ko Follow karen.

Instagram Full-Size image Share Kare (No Crop) ?

Google Playstore me Aise Bahut Se Apps Hai jo ki Instagram par Photos Upload karne ke liye Banaye gaye hai,

  • First Aapko Google Playstore Se No Crop Pic for Instagram App Ko Download kar lena hai.

DOWNLOAD NO-CROP APP

  • App Download Hone ke Baad Simply app ko Open karna hai.
  • Open karne ke baad isme aapko Bahut Se Option milenge Image ko Full Square me banane ke liye.
  • Yadi aap Simple Background Use karna Chahte hai to aapko EDit ka Option choose kar lena chahiye,
  • Edit Option par jaane je baad ap aapko + icon par click karke Jise aap Instagram Full-size me Share karna chahte hai, ushe Select kar le.
  • Ab aap Manpasand ki Square Background Choose karke Edit karke Save kar sakte hai.
  • Save karne ke baad Ab Aap iahe instagIns par Share kar sakte hai.

Google Playstore me Bahut Se apl hai, Instagram Picture ko No Crop karne ke liye. Ab aao janne wale hai, Instagram par Without Crop Kiye Videos Share kaise karte hai.

Read: Instagram par Followers Kaise Badaye ?

Instagram Full-Size Videos Upload Kaise karen ?

Upar aapne Image ko Full Size me Share karna to Jaan liya ab aap janenge Videos ko Bina Crop kiye Instagram par Share Kaise karte hai.

  • First aapko Apne mobile me Google Playstore Open kar lena hai ya phir Niche diye gaye Option par click karke Direct Google Playstore se No Crop Videos for Instagram application Download kar lena hai.

DOWNLOAD NO-CROP APP

  • Download karne Ke baad Open karen aur Jis Video ko Instagram full size me Share karna hai Use Select karle,
  • Ab Video ke liye Ek Background Select kar le,Back Background Blur Karna achha rahega.
  • Karne ke baad Ab Video ko Save karen jisse aapka Videos Convert Hokar Aapki Storage me Save ho jayega,

Bas Ab is Video ko Instagram par Share kar sakte hai.jisme aapki video ka Original Size (Full-size) Show hoga.

Read: Computer/Laptop me Whatsapp Kaise Chahiye ?

Final Word–  Aise hi bahut se Interesting Jankari paane ke liye hamari Website par Visit karte rahe. Agar aapko Hindi ki Ye jankari achhi lagi to Comment karke apna Feedback jarur de.

Share on:

3 thoughts on “Instagram Full-Size Me Photos Videos Share Kaise Kare ?”

  1. बहुत ही बढ़िया जानकारी शेयर किया आपने |
    इसे ही शेयर करते रहिये 🙂

    Reply

Leave a Comment