Home » Uncategorized » Parallel Space क्या है Apps Clone कैसे करें ?

Parallel Space क्या है Apps Clone कैसे करें ?

Hello friends Aaj Ham baat karne wale parallel space application ke bare mein. parallel space equity Kamal kiya hai jo aapko ek hi phone mein do application use karne ka paisa deta hai ek alag hi space deta hai. Jiski sahayta (Help) se ham apne mobile phone me 2 app use kae sakte hai. 2 similar app 1 hi phone me chala sakte hai.

You also like..

Parallel space ke dwara apne mobile mein aise kuchh application ko clone karke do banaa sakte hain aur apne mobile mein do account chala sakte hain.

Yadi aap chahte Hain Apne ek hi phone mein use karne. jiske liye aap ko apne mobile mein parallel space application Ko download kar lena hai. Download karne ke bad aapko ismein specialist se mil jata hai jismein Apne WhatsApp ko bhi kyon kar sakte ho aur kuchh jaruri application ko clone kar sakte ho loan karne ke bad ab usmein naya account mein dusra koi number bhi register karke use kar sakte ho.

Parallel Space kya hai,1 Phone me 2 App use kare ?

Ab to kuch smartphone me 2 app use karne ka feature diya rahta haib, jaisa ki Redmi note 4 me dual app use karne ka feature diya gya hai. But bahut se smartphone me dual application use karne ka  feature nahi diya hai. To un sabhi logo ke liye ye app bahut hi 2 app use karne ke liye helpful hogi. Jaise kisi ko apne phone me 2 whatsapp ya 2 Facebook, 2 twitter use karna ho to to abhi parallel spac ko turant download karke install kar le.

Parallel space kya hai (What is parallel Space ) ?

Parallel spac ek aisa app hai , Jisko mobile me install karke ham multiply app (2 app ) use kar sakte hai. App clone kar sakte hai. Is app ko use karna simple and easy hai.

1 Mobile me 2 App use karne ke liye kya chahiye.

1 phone me 2 multiply app use karne ke bahut se tarike hai but jaise ki phone root karke, third party app use karke jo bahut risk hota hai. But aaj main jo batane ja raha hu, wo bilkul simple and easy hai. Iske liye aapke smartphone me parallel space app ki jarurat hai.

Ab to ab mobile mein update bhi hone laga ab clone ka option Jaise aapane MI and realme ke phone use ki hai to usmein aapko Google apps ka option mil jata hai dual apps ka bhai aap sunaeye jiske dwara aap usko clone kar sakte hain aur dusra app banaa sakte hain aur realme ki phone mein aapko parallel space download karne ki koi jarurat nahin hai ismein pahle se hi dual apps ka option Diya hota hai.

Dual apps option per jakar aasani se apne apps ko clone kar sakte hain. Aur apne ek hi mobile mein do apps ka Anand le sakte hain.

Parallel Space se App Clone kaise kare ?

Apne mobile phone me 2 apps use karne ke liye niche diye gaye step ko follow kare.

Step.1 Pahle to aap parallel space app download kar le. Download karne ke liye aap apne Mobile ke Playstore me jakar parallel Space app Search karke download kare ya phit Niche diye gaye link par Click karke download kar le.

Download parallel space

Step.2- App install karke open kar le. Open karne per START button per click kake karna hai. Kuch permission Mangega, jise aapko Allow kar dena hai.

Step.3– Ab aapko jis app ka 2sra account banana ho usko select kar le. Add to parallel space per click kar dena hai.

Step.4- ab aapka kam ho gya, ab jis app ka dusra account add karna hai usko open kare aur apna account dalkar use kare.

To aap is jankari main jaan gye hone Parallel space kya hai aur Apps Clone kaise kiya jata hai. ye kitna simple and easy hai. ISI prakar se technology jankari ko prapt karne ke liye hamari website per visit karte rahe Hain aur social media per share jarur Karen. Thanks for reading this article..fo any help comment me…

Share on:

0 thoughts on “Parallel Space क्या है Apps Clone कैसे करें ?”

Leave a Comment