Home » Uncategorized » India Tv Par Ad Kaise karen Tv Advertising Cost Price Rate kya hai ?

India Tv Par Ad Kaise karen Tv Advertising Cost Price Rate kya hai ?

Kya aapko Pata hai Apne Product and Service ko Logon Tak Pahuchane ke Liye Badi Badi Companiyon Kya karti hai, Agar nahi Pata hai to aap Is HindiHelp4u Ki jankari me Jarur Jan jayenge. Agar aapko Bhi karna hai Kisi Product and Services ko Promot To Puri Jankari Read karen aur Follow karen ?

Basically Waise to Product and Services ki Advertising ke Bahut Se Tarike hai, But aaj ham aapko Tv par Ad Advertising Ke baare me batane waale hai ki Kaise Tv par Apne Khud ki Prchar ka Prsaran Kiya jaye. Aur Kitna Kharcha Lag sakta hai Tv Advertisement ke liye.

Tv Advertise ke liye Best Tarika hai, Kyuki Tv ki pahuch Logon tak sabse jada hai, Jisse Iska Coast Price bhi high hai, Aut Kyu na ho Kisi ek Time me Caror Logon tak Tv me ad ko Show hona badi baat hai.

Advertising Kya hai ?

Advertising Se pahle Ham Jaan lere hai Ki Advertising kya hai, Jaisa ki Hamne aapko Pahle bhi Batya Kisi Bhi Services and Product ke Baare me Logo Ko batana Advertising kahlata hai. Advertising Bahut Se Type ke hote hai, Vo ham aapko Previous Jankari me bata Chuke hai.

Tv Advertising Video Kaise Banaye ?

Tv par Bahut Se Categories ki Ad Video Aati rahti hai, Apne Service and Product ko Tv me Dikhane ke liye Aapko Pahle Uska Video Clip Taiyaar karna Hoga, Online Video Clip banwane ke liye Aap Fivrr and Freelancer jaise service ko Choose kar sakte hai, Jisme aapko Experts Ke dwra Ad Video Ready kar di jayegi, Jiski Help se Aap Kisi bhi Type ke Video ad Banwa Sakte hai, Fivrr and Freelancer par Video ad Clip Banwane ke liye bhi aapko Coast karne ki jarurat padegi Jisme 5$ Se Above ke Kharche me Banwa sakte hai. Aur Video minimum 10 Secend and Maximum 90 secend ka Hona chahiye.

  • Email पड़ कर पैसा कैसे कामये

Tv Par Khud ki Ad Advertising Kaise Karte hai ?

Tv Dekhte Samya aapne Ad to Jarur Dekhi hogi, Kuch Tv Shows ke Har 5 minutes Ke Bad Koi na koi Ads To Show hone lagta hai, Yadi aap Bhi karna Chahte hai apne Business, Services and Product ki Digital tarike Se Prsaran karna to Tv aapke liye Sabse achha rahega.

Step.1 First aapko Jana hai Tv Advertising Management Website par  jisme aapko Looking to Advertising in Me Tv Select karna hai aur Kis Tv Channel Par Ad Advertise karna chahate hai Ushe Select kar lena hai.

Ad on Tv

Step.2 Tv Channel Select karne ke baad ab Aapko Program (Shows) Select karna hoga, Jisme aapko Tv Shows ki Puri List mil jayegi.

Step.3 Ab Diye Gaye Go Button par Click kar dena hai. Jisme aapko Ad leanth frequency, no. Of days and Telecast time Select karna hoga. Uske baad Get Started par Click karna hai.

Step.4  Ab Popup Your details Information fill karne ka IptOpt milega jisme aapko apna Information Fill karke RevisReg Id create kar lena hai.

Step.5 Register Hone ke baad Media Neogation Step hoga jisme aapke Payment Advertise Video ko Analysis kiya jayega, Aur Finally Tv par Ad Live kar diya jayega.

Tv par Ad Advertising Rate in india .

Ad Chalane Totall Kharche (Advertising Coast Price ) ki baat Karen To Ye Offline Advertising Se Kuch Jyada hi Coast karna padta hai, But yadi aapka Koi Mini Business Hai Use Digital Tarike Se Ushe Logon Tak Pahuchana Chahte hai to Ye Ek Bahut Achha Option hai.

Tv par ad Advertising Coast prices Ki baat karen to Ye aapke ad Video and Ad Show Number Time par Depend karta hai, aur Sabhi Tv Channel par Ads Advertising Rate Different Differrnt hai, Tv Advertising Rate Check Kar Sakte hai. Aur Adhik Jankari ke liye Tv Advertising Management  9836324653 Number par Call karke Details pata kat Sakte hai.

Final word– Apne Small-Business, and Services Products ko Kam samay me Jada se jayda logon tak pahuchane ke liye Advertising Bahut jaruri hai. So agar aapko Hamari jankari Achchi lage to Comment karke Apne Support jarur de.

 

Share on:

3 thoughts on “India Tv Par Ad Kaise karen Tv Advertising Cost Price Rate kya hai ?”

Leave a Comment