Home » Uncategorized » Vaahan Owner Details by SMS Check Kaise kare ?

Vaahan Owner Details by SMS Check Kaise kare ?

Kisi Vaahan Owner Details Check Karna hai Bahut aashan, Agar aapko Ye jankari Abhi Tak Pata nahi hai, To aaj hum aapko Is Jankari Me Batyenge, Kisi Bhi Gadi / Vehicle Details Information Kaise Nikale Bas Ek Phone SMS Se.

 

Aapne hamari pichli post me jaana tha Vaahan Owner Details Information Jaane ke liye Jisme hamne aapko ek app Ki madat (Mparivahan) se Vahan Ki Details Jankari Prapt karne ke baare me, bataya tha, but aaj is jankari me hum aapko bas Ek Sms ki Jariye Vahan ki Details jankari Check karne ke baare me batayenge.

Kisi Bhi Vaahan Owner details Jankari pata kaise kare ?

Get Vaahan Owner Details (RC Status) Details Via Sending SMS

Bas 1 massage Karne Se hi aapko Vaahan owner Details Information Pata Chal jayega.

Step.1 Sbase pahle aapko apne Phone SmS Sender Application Ya Option par jana hai, jaha se aap Massage Send karte hai.

Step.2  Ab aapko Massage karna hoga, jo Kuch Is prakar hoga, VAHAN <registration number> Send to 7738299899.

Example- VAHAN DL3CAP9161 To 7738299899

Step.3 Bas aapko A0ne Mobile Number Se Message Bix me Pahle Vahan Likhna hai, Space Dekar Vaahan Ka Pura Registration Number Enter karna hai, aur Bataye gaye Number Par Send kar dena hai.

Ab Kuch Samay baad Return SMS me aapko Diye gaye Vaahan Number Ki Details Jankari Mil jayefi.

Get Vaahan Owner Details (DL Status) by Send Sms-

Yadi aap Janna Chahte hai, Vaahan owner DL ki Details Jankari Sms Send karke to aapko Is Niche diye Gaye Steps ko follow karna hai,

Step.1 Open massage Sending box aur Massage me SARDL <driving licence Number> Send sms to 8790499899

Example- SARDL AP26198964879 Send To 8790499899

Step.2 Upar bataye anusar Sms Send karne ke Kuch Samay baad aapke Number Par Return Sms aayega, Jisme aapko Us Vaahan ke DL ki Details Jankari Hogi.

Final word- Aasha Karte hai ki aapko hamari batayi gayi Jankari Samjh me aa gayi ho agar aapko Is jankari Se Related Koi Problem ho to Aaap Hame Comments Karke bata sakte hai, Jiske liye Hum aapko Uski Jankari Dengi.

Share on:

1 thought on “Vaahan Owner Details by SMS Check Kaise kare ?”

Leave a Comment