Home » Uncategorized » By Addthis Social Share Button Blog me kaise lagaye ?

By Addthis Social Share Button Blog me kaise lagaye ?

Hi Blogger aaj me aap logo ke liye behtarin post laya hu social share button widget ,jo ki blogger ke blogg ko prmote karne ka simple aur, bahut hi achcha tarika hai. jiski madat se ham apne blog ko jald hi achhe rank me la sakte hai.

Also like..

Aap to jante hi honge ki whatsapp social ka sabse jada use karne wala social app hai. Aaj kal har koi whatsapp ko use karta hai.chaliye main sidhe topic per chalta hu.

Addthis social share button blog me kaise lagaye ?

Blogger ke Liye Addthis Share Button Use karna Bahut Usefull hai. Kyuki isme Aapko All Type Whatsapp, Facebook, jaise Sabhi Share Button Aapko Mil jaate hai. Addthis Ek Responsible Share Button add karne ki Website hai. Jisko Add karna bahut hi simplSand easy hai. Add karne ke liye Niche Diye gaye Steps Ko Follow karen.

Step.1 Addthis Share Button Blog Post me Use karne ke Liye pahle aapko Addthis ki Website parpjakar Ek Account banana hoga.

Step.2 Jisme aapko apna email And new Password Enter karke LetsGo par Click karna hai jisse aapka Account Ban jata hai.

Step.3 Addthis me aapko Bahut se Feture milte hai jisme kuch Paid Feture bhi hai. 3Free Type ke Share Button hai. Jo aap apne blog me aashani Se Use kar sakte hai.

Type 1 Inline Me Social share Button lagaye ?

Type 1 me manually add karna padta hai…

Step 1-

Sabse pahle aap addthis.com per jaye.singup karke naya acount banaye.

Gmail id aur password dalkar sing in kare.

Step 2-

Login karne ke baad add tool pe jakar share tool ko select kare ,Ab usme share button ko select kar ke save kar de.

Step 3-

Save karne ke baad aapko addthis ka 2 code milega… 1 wale (uper ) wale code ko copy kar ke .apne blog ke html me jaye.</Head> ko search kare, aur uske just uper paste kar de .. ab dusre code ko add karna hai.

Step 4-

 2 wale code ( Neche wale ) code ko copy karne ke baad , Apne blogger templet me HTML edit  me CTRL+F daba kar. <data:post.body/>Selectable text below <div class=’post-footer’>  in sab ke niche laga sakte hai.Example-
<Hfg>
Yaha paste kare…..
<data:post.body/>Phir templete ko save kar de…Teplete save kar de..thats ok…

Type.2  Post Sidebare Me Social Share Button Lagaye ?

Type 2 se automatically share button addthis ke dwara set ho jata hai
Step.1 Is step me addthis ke Dashboard me jaye Share button side ko on kare.aur phir SETTING me jakar social share button jis type me dikhana chahate hai us type,me change kar sakte hai.
Step.2 Aur phir active kar de…bas ho gya ab aap apne blog me jakar dekh sakte hai.
  • Endoscopy Technic क्या है, Endoscopy Test कैसे और क्यों किया जाता है ?
Lekin kabhi kabhi Network slow hone per yah nhi dikha pata….

 

Share on:

5 thoughts on “By Addthis Social Share Button Blog me kaise lagaye ?”

Leave a Comment